Posts

Showing posts with the label Hazrat Gause Aazam

Sada Giyarween Hum Manaty Rahenge - hafiz tahir qadri

Image
Sada Gyarveen Hum Manate Rahenge...  Gyarvi waale... Mere Gyaarvi waale... Gyarvi waale... Mere Gyaarvi waale... Imdaad kun Imdaad kun az bande gum azad kun... Dar deen-o-duniya shaad kun , Ya gaus-e-aazam dastageer... Manaakib ki mahfil sajate rahenge... Sadaa gyarveen hum manate rahenge... Neyaaz-e-akidat dilaate rahenge... Sadaa gyarveen hum manate rahenge... Wo Gausul waraa jo ataa-e-nabi hai... Jo us saakh ki jaan aur zindagi hai... Ke hum maal un par lutaa te rahenge... Sadaa gyarveen hum manate rahenge... Muskillaat e be adad daaraem-ma... Al madat ya gaus-e-aazam peer-e-ma... Wo Gausul waraa jo musibat ko taale.. Pareshaan ko apne seene laga le.... Inhe haal dil ka suna te rahenge... Sadaa gyarveen hum manate rahenge... Chut ti hai to... Chut te duniyaa... Gaus ka daman naa chodhenge... Sadaa gyarveen hum manate rahenge... Khilaa mere dil ki kaali gaus-e-aazam... Mita kalb ki be-kaali gaus-e-aazam... Kadam gardan-e-auliya par hai tera.. Hai tu rab ka aesa wali gaus-e-aaza...

Muskil pade to yaad karo dastagir ko - hafiz tahir qadri

Image
Mushkil Pade To Yaad Karo Dastagir Ko... Mushkil pade to yaad karo dastagir ko.. Bagdaad wale hazrat-e-pirane pir ko... Ya gaus al-madat.. Ya gaus al-madat.. Ya jilani sayallilah....  Ya jilani sayallilah.... Khuda ke fazl se hum par hai saya gause aazam ka.. Hume dono jahan me hai sahara gause aazam ka... Ya sahe jila karam hai tera... Mere gyarvi wale pir....     Gaus-e-aazam dastagir.. Tere dar ka mai fakir....     Gaus-e-aazam dastagir.. Tera rutba be nazir.......     Gaus-e-aazam dastagir.. Mere chamkadi takdeer..  Gaus-e-aazam dastagir.. Hamari laaj kiske haat hai.. bagdaad wale ke.. Musibat taal dena kaam kiska..  Gaus-e-aazam ka.. Khuda ke fazl se hum par hai saya gause aazam ka.. Hume dono jahan me hai sahara gause aazam ka... Mohammad ka rasoolo me hai jaise martaba aala.. Hai afzal awliya me yunhi rutba.. Gaus-e-aazam ka.. Khuda ke fazl se hum par hai saya gause aazam ka.. Hume...

Khuda kay fazal se hum par hai saya gaus-e-aazam ka- hafiz tahir qadri

Image
Khuda Key Fazl Se Hum Par Hai Saya Gaus-e-aazam Ka.... Mere Peer.... Peer-e-peera Meer-e-meera.. Khuda key fazl se humpe...Hai saya gaus-e-aazam ka... Peera ne peer raushan sameer ...Dam dam dam dam dashtageer.. Muhammad ka rasoolo me hai  jaise martaba aala... Hai afzal awliya me yunhi rutba gaus-e-aazam ka... Khuda key fazl se humpe...Hai saya gaus-e-aazam ka... Peera ne peer raushan sameer ...Dam dam dam dam dashtageer.. Ferishto rukte q ho mujhko jannat me jaane se.. Ye dekho haat me daaman hai kiska gaus-e-aazam ka.. Khuda key fazl se humpe...Hai saya gaus-e-aazam ka... Peera ne peer raushan sameer ...Dam dam dam dam dashtageer.. Lahad me jab ferishte mujhse puchenge to kahdunda... Tarika qadri hoon naam lewa gaus-e-aazam ka... Khuda key fazl se humpe...Hai saya gaus-e-aazam ka... Peera ne peer raushan sameer ...Dam dam dam dam dashtageer.. Nigah dega muradi hasr me yun qadri yoon ko... Kaha hai qadri karle nazara gaus-e-aazam ka.... ...

Fasloon ko khudara mita doo - by hafiz tahir qadri

Image
Fasloo Ko Khudara Mita Doo... Faslo ko khudara mita doo.. Rukh say parda, ab apne hata do.. Apna jalwa, Iisi main dikha do.. Jaliyon per nigahein jami hain.. Madat..... madat... madat.. Aik mujrim siyah kar houn main.. Har khata ka saza war houn main.. Meray charoon taraf hai andhera.. Roshni ka talab gar houn main.. Eik diya hee samajh kay jala do.. Jaliyon per nigahein jami hain.. ya shaikh mohiuddin.. ya sayyad mohiudddin.. ya maulana mohiudddin.. ya makhdum mohiudddin.. ya darwesh mohiudddin.. ya kwaja mohiudddin.. ya sultan mohiudddin.. ya shah mohiudddin.. ya gaus mohiudddin.. ya khutub mohiudddin.. ya sayyad-as-salaarr abdul qadir mohiudddin.. Wajd main aaye ga sara aalam Ham pukarein gay, Ya Ghous e Azam Woh nikal aayein gay jaliyoon say Aur kadmoon main gir jayein gay hum Phir kahein ge, ke bigri bana do... Jaliyon per nigahein jami hain.. Almadat ya gaus.. almadat ya gaus... Gous ul Azam ho, Ghouse ul Wara ho Noor ho noor-e-salle ala...