Tere haram ki kya baat maula (part 1) - by hafiz tahir qadri
Tere Haram Ki Kya Baat Maula..
Maula mere maula............
Tere haram ki kya baat maula..
Tere karam ki kya baat maula..
Taa umara karde aana mukaddar..
Allah..hu..akbar Allah..hu..akbar..
Allah..... Allah.... Allah...
Tere haram ki kya baat maula..
Tere karam ki kya baat maula..
Rab mujhko bulaegaa Mai kaabe ko dekhunga..
Wo din bhi too aaega Mai kaabe ko dekhunga....
Allah..... Allah.... Allah...
Ramzan mubarak mein Wo samne kaabe ke...
Iftaar karaeega..Mai kaabe ko dekhunga...
Wo din bhi too aaega Mai kaabe ko dekhunga....
Rab mujhko bulaegaa Mai kaabe ko dekhunga..
Allah..... Allah.... Allah...
Tere haram ki kya baat maula..
Tere karam ki kya baat maula..
Wo hajj pe bulaega.. Mai kaabe ko dekhunga..
Wo din bhi too aaega Mai kaabe ko dekhunga....
Rab mujhko bulaegaa Mai kaabe ko dekhunga..
Allah..... Allah.... Allah...
Kya chizz hai duniya bhoolgaya...
Yuun Hosh-o-khirad maflojj huee..
Dil jo ke tamasha bhool gaya..
Pahocha jo haram ki caukhat pe...
Ek abre karam ne gher liya....
Baki na raha phir hosh mujhe..
Kya manga kya kya bhool gaya..
Jab paheli nazar meri Uss kaabe pe jaaegi....
Dil joomsa jaaeega Mai kaabe ko dhekhunga...
Wo din bhi too aaega Mai kaabe ko dekhunga....
Rab mujhko bulaegaa Mai kaabe ko dekhunga..
Tere haram ki kya baat maula..
Tere karam ki kya baat maula..
In sashoo ke rukne se Aur maut ke aane se...
Wo pahele bulaega Mai kaabe ko dhekhunga...
Wo din bhi too aaega Mai kaabe ko dekhunga....Rab mujhko bulaegaa Mai kaabe ko dekhunga..
Mai kaabe ki chadar ko Hatto se pakad lunga...
Dil mera bhar aaega Mai kaabe ko dhekhunga...
Wo din bhi too aaega Mai kaabe ko dekhunga....Rab mujhko bulaegaa Mai kaabe ko dekhunga...
Allah..... Allah.... Allah...
Tere haram ki kya baat maula..
Tere karam ki kya baat maula..
Jab lamha wo aaega Mai kaabe ko dekhunga
Wo din bhi too aaega Mai kaabe ko dekhunga....
Rab mujhko bulaegaa Mai kaabe ko dekhunga...
Allah..... Allah.... Allah...
Tere haram ki kya baat maula..
Tere karam ki kya baat maula..
Allah..... Allah.... Allah...
*********************************************************************************
For more naat Click here
Comments
Post a Comment