Hum apne nabi paak se yun pyar karenge - by hafiz tahir qadri
Hum Apne Nabi Paak Se Yun Pyar Karenge.....
Marhaba.... Marhaba... Marhaba... Mustafa...

Ham apne nabi paak se yun pyaar karenge..
Har haal mein sarkar ka milad karenge..
Jashne wiladat ki raunak pe yaaron...
Marte hai sunni marte rahenge....
Apne nabi ki azmat ka charcha...
Karte hai sunni karte rahenge....
Kuch jalne waale dekh ke kehte hai hamesha...
Sarkar ki aamad pe lagate ho kyun paisa...
ll Hamesha milaad pehi ye paise ki baat qq aajati hai..ll
Yeh paisa toh kya cheez hai ham ghar bhi luta dein...
Koi nahi jahan mein sarkar ke jaisa..

Mere sarkar aaee......... Mere dildar aaee......
Mere Nabi aagaye............Marhaba Ya Mustafa
Pyaare Nabi aagaye........ Marhaba Ya Mustafa
Lajpal Nabi aagaye..........Marhaba Ya Mustafa
Ghamkhar Nabi aagaye...Marhaba Ya Mustafa
Sahibe meraj Nabi....... Aasiyon ki laaj.. Nabi
Nabiyon ke sartaj Nabi..... Kal bhi the aur aaj.. Nabi
Do jahan ke raaj waale mere Nabi aagaye...........
Har kharji fasadi watan se bhagaenge....
Padh ke durud sabko miladi banayenge...
Layenge ham huzur ka Islam takht par...
La-deeniyat ke saare buton ko girayeng...

Taklif hoti hai tujhe mirchi bhi lagti hai...
Jab barwih pe lighton se galiyan bhi sajti hai...
Kyun chidta hai tu dekh ke jandon ki baharen...
Tazime nabi ho toh sabhi achi lagti hai...

Nisar teri chahel pehel par...
Hazaron eidein Rabi ul Awwal....
Siwaye iblis ke jahan mein....
Sabhi toh khushiyan mana rahe hein....
Lalach na do ham naame Muhammad pe marenge...
Milad pe samjhota kiya hai na karenge...
Bardasht na karenge juluson pe rukawat...
Milade Muhammad ka mission jari rakhenge...

Tera khawan mai teri geet gawan.. ya rasulallah....
Tera milad mai kyun na manawan.. ya rasulallah...
Taleem pehle dunga Muhammad ke jashn ki...
Tehzeeb sikhaunga Muhammad ke jashn ki...
Virse mein chhod jaunga milad ki lagan...
Mere bhi bacche jashne wiladat manayenge...

Ham Apni Mahobbat Ka Yun Ailan Karenge
Ham Jashne Muhammad Pe Fida Jaan Karenge
Milad Ki Rally o Juluson Mein Le Ja Kar
Aulad Bhi Sarkar Pe Qurban Karenge

Noor Noor Noor.........Noor Noor Noor.........
Kimat Jahan Mein Apni Ujagar Giraoge
Aaqa Ko Chhod Kar Kabhi Izzat Na Paoge
Mazbut Karlo Rishta Nabi Se Toh Jiyoge
Rishta Nabi Se Todoge Toh Tooth Jaoge

*********************************************************************************
For more naat Click here

Comments
Post a Comment