Koi nahi hai mushkil jab kwaja badsha hai - hafiz tahir qadri
Koi Nahi Hai mushkil Jab Kwaja Badsha Hai.......
Naraee kwaja....... Garib Nawaz.. Garib Nawaz....

Koi nahi hai mushkil jab kwaja badshah hai....
Jis ki hai shahen-shahi ajmeer me baitha hai.....
Husn-kalandar.. Sufi.... Attari.. Qadri....
Kwaja... Kwaja... kahete hai.....
Nakhshbandi.... Sowerwardi... Chisti.. faridi...

Jis ki hai shahen-shahi ajmeer me baitha hai....
Aamade panjatan ho rahi hai...
Har taraf raushni-raushni hai....
Sare waliyoon ka mela laga hai...
Mere kwaja piya ki chatti hai....
Moinuddin...........
Koi nahi hai mushkil jab kwaja badshah hai....
Jis ki hai shahen-shahi ajmeer me baitha hai....
Milgai mujhko kwaja ki nishbat...
Milgai jaise duniya me jannat......
Laaj rakhi hai kwaja piya ne....
Khoti kishmat hamari khari hai......
Garib Nawaz..............
Jis ki hai shahen-shahi ajmeer me baitha hai.....
Husn-kalandar.. Sufi.... Attari.. Qadri....
Kwaja... Kwaja... kahete hai.....
Nakhshbandi.... Sowerwardi... Chisti.. faridi...
Kwaja... Kwaja... kahete hai.....
Koi nahi hai mushkil jab kwaja badshah hai....
Jis ki hai shahen-shahi ajmeer me baitha hai....
Mast sufi ka langar hai aaee...
Shah-e-sanjar ki mahefil saji hai....Bath raha hai muhammad ka sadka...
Jholi sabki bhari jaa rahi hai.....
Moinuddin...........
Koi nahi hai mushkil jab kwaja badshah hai....
Jis ki hai shahen-shahi ajmeer me baitha hai....
Jindagi mere kwaja ke dum se....
Bas nawaza karam hi karam se....
Mera murshid hai ajmeer wala.....
Unki surat nazar me bassi hai...
Garib Nawaz..............
Jis ki hai shahen-shahi ajmeer me baitha hai.....
Husn-kalandar.. Sufi.... Attari.. Qadri....
Kwaja... Kwaja... kahete hai.....
Nakhshbandi.... Sowerwardi... Chisti.. faridi...
Kwaja... Kwaja... kahete hai.....
Koi nahi hai mushkil jab kwaja badshah hai....
Jis ki hai shahen-shahi ajmeer me baitha hai....
Jis ki hai shahen-shahi ajmeer me baitha hai.....
Husn-kalandar.. Sufi.... Attari.. Qadri....
Kwaja... Kwaja... kahete hai.....
Nakhshbandi.... Sowerwardi... Chisti.. faridi...
Kwaja... Kwaja... kahete hai.....
Koi nahi hai mushkil jab kwaja badshah hai....
Jis ki hai shahen-shahi ajmeer me baitha hai....
Zikre kwaja piya kaa wazifa...
Meri bakhshish ka hai ye wasila....
Panjatan paak ka laal hai ye....
Baag-e-zahra ki ye to kali hai.....
Moinuddin...........
Koi nahi hai mushkil jab kwaja badshah hai....
Jis ki hai shahen-shahi ajmeer me baitha hai....
Koi nahi hai mushkil jab kwaja badshah hai....
Jis ki hai shahen-shahi ajmeer me baitha hai....
Husn-kalandar.. Sufi.... Attari.. Qadri....
Kwaja... Kwaja... kahete hai.....
Nakhshbandi.... Sowerwardi... Chisti.. faridi...
Kwaja... Kwaja... kahete hai.....
Koi nahi hai mushkil jab kwaja badshah hai....
Jis ki hai shahen-shahi ajmeer me baitha hai....
Kwaja... Kwaja... kahete hai.....
Nakhshbandi.... Sowerwardi... Chisti.. faridi...
Kwaja... Kwaja... kahete hai.....
Koi nahi hai mushkil jab kwaja badshah hai....
Jis ki hai shahen-shahi ajmeer me baitha hai....
*********************************************************************************
For more naat Click here
For more naat Click here
Mashallah
ReplyDeleteBohot
Pyara kalaam
Ho
DeleteHow are you