Aamina ke laal ka milaad karenge - hafiz tahir qadri

Aamina Ke Laal Ka Milaad Karenge....



Gali gali sajh gai.. Sahar sahar sajh gay...
Hmmm Hmmm Hmmmmmmm

Gali gali sajh gai.. Sahar sahar sajh gay...
Aaee nabi.. Pyare nabi.. Mera bhi ghar sajh gaya....
Marhaba ya mustafa... Marhaba ya mustafa...

Mustafa se pyar hai.. Dilse ye ekraar hai..
Har koi milad karne ko tayyar hai...
Marhaba ya mustafa... Marhaba ya mustafa...

Duniya me jaha bhi rahe aabaad rahenge....
Jo aamina ke laal ka milaad karenge....
Milaad karenge..... Milaad karenge.....

Jhande lagaoo.. Khusiyaan manaoo..
Karke charaga.... Khusiyaan manaooo...

Aashique ne madni light o se ghar jag maga diya..
Ye jasn zarori hai sabhi ko bata diya.....
Munkir ye tera bugj hai milade nabi se..
Jo sara saal jalta tha wo bhi bhuja diya...

ll Milaad par caraga na sahi... ll
ll Jo balb sara saal jalta tha...  ll
ll wo bhi bhuja diya......            ll

Gali gali sajh gai.. Sahar sahar sajh gay...
Aaee nabi.. Pyare nabi.. Mera bhi ghar sajh gaya....

Duniya me jaha bhi rahe aabaad rahenge....
Jo aamina ke laal ka milaad karenge....
Milaad karenge..... Milaad karenge.....

Mere sarkaar aaee... Mere dil daar aaee...

Kabe ke badru-duja tumpe karoro durood..
Taiba ke shamshu-duha tumpe karoro durood..
Shafaee rauze jaza tumpe karoro durood..
Dafae jumla bhala tumpe karoro durood..

Aur koi gaib kya tumse meha ho bhala..
Jab na khuda hi chupa tumpe karodo durood..
Kaam wo le ligiye tumko jo razi kare...
Thik ho name raza tumpe karoro durood..

Sarkaar ki miald pe q aeteraz hai..
Ye baat khushi ki hai.. aur too naraz hai..
Lagta hai teri daal me kala zarur hai...
Milaad manane pe hame dilse naaz hai.....

Duniya me jaha bhi rahe aabaad rahenge....
Jo aamina ke laal ka milaad karenge....
Milaad karenge..... Milaad karenge.....

Ahlaw wa sallim..... marhaba...
Ahlaw wa sallim..... marhaba...

Sarkaar aee....          Marhaba.....
Dildaar aee....          Marhaba.....
Gamkhaar aee....      Marhaba.....
Mere lajpaal aee....   Marhaba.....

Quran ke bate hue raste pe rahenge..
As-habe muhammad ke tarike pe chalenge...
Mumkin hi nahi kamho kabhi pyar ke jazbe...
Milaad-e-nabi pahle se bhi zyada karenge...

Duniya me jaha bhi rahe aabaad rahenge....
Jo aamina ke laal ka milaad karenge....
Milaad karenge..... Milaad karenge.....

Shane rasoool-e-paak sunate hi rahenge...
Lab par durood-e-paak sajhate hi rahenge...
Jo mante nahi hai hame unse harz kya ...
Hamlog to milaad manate hi arhenge...

Duniya me jaha bhi rahe aabaad rahenge....
Jo aamina ke laal ka milaad karenge....
Milaad karenge..... Milaad karenge.....

Ahlaw wa sallim..... marhaba...
Ahlaw wa sallim..... marhaba...

Koor-noor hai zaamna...Subhe sabe viladat..
Parda utha hai kiska...  Subhe sabe viladat..
Aaee naee hukumat... sikka naya calega...
Aalam ne rang badla... Subhe sabe viladat..
Dil gagmaga aa rahe hai.. Kismat chamak uthi hai..
Phaila naya ujala.... Subhe sabe viladat..

Ye bigde hua log shudhar q nahi jaate...
Wo shaak shamandar uthar q nahi jaate...
Gustaakho ki karte hai yaha jo bhi imayat..
Sarkaar ke gaddar hai.. ye mar q nahi jata...

Duniya me jaha bhi rahe aabaad rahenge....
Jo aamina ke laal ka milaad karenge....
Milaad karenge..... Milaad karenge.....

Sarkaar aee....          Marhaba.....
Dildaar aee....          Marhaba.....
Gamkhaar aee....      Marhaba.....
Mere lajpaal aee....   Marhaba.....

Khud apnehi hatto se takdir jagalo..
Haalaat sawar jaenge jhando ko uthalo...
Imaan hai aur khair hai milade ujagar....
Q baithe ho sarkaar ka milaad manalo...

Gali gali sajh gai.. Sahar sahar sajh gay...
Aaee nabi.. Pyare nabi.. Mera bhi ghar sajh gaya....
Marhaba ya mustafa... Marhaba ya mustafa...

Mustafa se pyar hai.. Dilse ye ekraar hai..
Har koi milad karne ko tayyar hai...
Marhaba ya mustafa... Marhaba ya mustafa...

Duniya me jaha bhi rahe aabaad rahenge....
Jo aamina ke laal ka milaad karenge....
Milaad karenge..... Milaad karenge.....

Ahlaw wa sallim..... marhaba...
Ahlaw wa sallim..... marhaba...

Gali gali sajh gai.. Sahar sahar sajh gay...
Hmmm Hmmm Hmmmmmmm

*********************************************************************************
For more naat Click here

Comments

Popular posts from this blog

Sahara chahiye sarkar zindagi ke liye naat lyrics- by Hafiz Tahir Qadri

Chodh fikr duniya ki - hafiz tahir qadri

Ya nabi salam alaika (all sher)