Qasida burda sharif - hafiz tahir qadri

Qasida Burda Sharif........




Allahumma salli wasallim wa baarik aalai..

Sahar ka wakt tha masoom kaliya mushkuati thi....
Hawae khair makdam ke tarane gun gunati thi....
Abhi jibreel utre bhi na the kaabe ki mimbar se...
Ke itne me sada aaee abdullah ke gar se.....
Mubarak ho sahe har do sana tashrif lee aaee...
Mubarak hoo muhammad mustafa tashrif lee aaee...

Maula ya swalli wasallim daeman aabadan.......
A'la habi bika kairil khalki khul lihimi.........

Muhammadun sayyadul kaw naini wa sakalain....i.
walfari kaini min ar-buwa-min aajami...........

Maula ya swalli wasallim daeman aabadan.......
Ala habi bika kairil khalki khul lihimi.........

Wo muhammad faakhe aalam haji-e-kullim suja..
Sarware kaunain sultane arab sahe ajam...
Ek din jibreel se kahne lage sahe umam....
Tumne dekha hai jaha batlaaoo to kaise hai hum..
Arz ki jibreel ne ae shahe diiye mauhtaram...
Appka koi mumasil hi nahi hai rab ki kasam..

Maula ya swalli wasallim daeman aabadan.......
A'la habi bika kairil khalki khul lihimi.........

Rasoolullah.. Habiballah.. Imamal mursaleen..

Huu wal habi bulla-zi tur jasafa aa tuhu...li
Kulli hau limmi nal ah wali muk ta himi...

Maula ya swalli wasallim daeman aabadan.......
A'la habi bika kairil khalki khul lihimi.........

Mere maula sadata haiyat-o-durood ke gajre...
Apne mahboob par jo hai teri taklik bahtaareen..
Ussi mahboob se wabasta ummed-e-safa'at hai..
Ke har himmat sikan mushkil me jisne dastagiri ki..

Na koi app jaisa tha na koi app jaisa hai..
Koi yusuf se puche mustafa ka husn kai sa hai..
Zamin-o-asma me koi bhi misaal na mili..

Maula ya swalli wasallim daeman aabadan.......
A'la habi bika kairil khalki khul lihimi.........

Rasoolullah.. Habiballah.. Imamal mursaleen..

Ya rabbi-bil mustafa ballig maka siidana..
Ya rabbi-bil mustafa ballig maka siidana..
Fagfir lana mama daya wasiwal karami...

Maula ya swalli wasallim daeman aabadan.......
A'la habi bika kairil khalki khul lihimi.........

*********************************************************************************
For more naat Click here

Comments

Popular posts from this blog

Sahara chahiye sarkar zindagi ke liye naat lyrics- by Hafiz Tahir Qadri

Chodh fikr duniya ki - hafiz tahir qadri

Ya nabi salam alaika (all sher)