Ramzaan Mubarak Tumhe Ramzaan mubarak - hafiz tahir qadri

Ramzaan Mubarak Tumhe Ramzaan Mubarak...


Ya ramzaan.... Ya ramzaan...
Marhaba ramzaan...  Marhaba ramzaan...

Ramzaan mubarak... Tumhe Ramzaan  mubarak...
Ramzaan mubarak... Tumhe Ramzaan  mubarak...

Noor ka hai ye sama... 
Ye saheri-o-iftaar... Ho tumhe mubarak....
Ramzaan mubarak... Tumhe Ramzaan  mubarak...

Saheri ke wo lamhaat... Wo iftaar ki gadhiyaan...
Hotoon pe duroodon ki salamon ki hai ladiyaan...
Jaari jo zabaanon pe hai Qura'an mubarak....
Ramzaan mubarak... Tumhe Ramzaan  mubarak...

Is maah me hoti hai gizaaon me bhi barkat...
Mil jaati hai khane ko har ek chiz ba-kasrat...
Is maah ki barkat se sajha khaan mubarak...

Noor ka hai ye sama... 
Ye saheri-o-iftaar... Ho tumhe mubarak....
Rahemat-e-Ramzaan.... Rahemat-e-Ramzaan....
Ramzaan mubarak... Tumhe Ramzaan  mubarak...

Altaaf karam laaya mitata hua kulfat...
Lo jalwa figan ho he gaya ashra-e-rahmat....
Ho khub tumhe rahmat-e-azdaan mubarak...
Ramzaan mubarak... Tumhe Ramzaan  mubarak...

Aee mominon rab ka... Tumhe mahemaan mubarak..
Kahte hai jise sab... Mahe-Gufraan mubarak...
Ha ha wo jo aaya... bas-e-shabaan mubarak...

Noor ka hai ye sama... 
Ye saheri-o-iftaar... Ho tumhe mubarak....
Rahemat-e-Ramzaan.... Rahemat-e-Ramzaan....
Ramzaan mubarak... Tumhe Ramzaan  mubarak...

Niklega kisi rooz mere dil ka ye armaan....
Sarkaar karenge mujhe ramzaan me mahemaan...
Arfat ho tujhe tera ye ekaan mubarak...
Ramzaan mubarak... Tumhe Ramzaan  mubarak...

Rahemat-e-Ramzaan.... Rahemat-e-Ramzaan....

***********************************************************************************
For more Naat Click here

Comments

Popular posts from this blog

Sahara chahiye sarkar zindagi ke liye naat lyrics- by Hafiz Tahir Qadri

Chodh fikr duniya ki - hafiz tahir qadri

Ya nabi salam alaika (all sher)