Posts

Qasida burda sharif - hafiz tahir qadri

Image
Qasida Burda Sharif........ Allahumma salli wasallim wa baarik aalai.. Sahar ka wakt tha masoom kaliya mushkuati thi.... Hawae khair makdam ke tarane gun gunati thi.... Abhi jibreel utre bhi na the kaabe ki mimbar se... Ke itne me sada aaee abdullah ke gar se..... Mubarak ho sahe har do sana tashrif lee aaee... Mubarak hoo muhammad mustafa tashrif lee aaee... Maula ya swalli wasallim daeman aabadan....... A'la habi bika kairil khalki khul lihimi......... Muhammadun sayyadul kaw naini wa sakalain....i. walfari kaini min ar-buwa-min aajami........... Maula ya swalli wasallim daeman aabadan....... Ala habi bika kairil khalki khul lihimi......... Wo muhammad faakhe aalam haji-e-kullim suja.. Sarware kaunain sultane arab sahe ajam... Ek din jibreel se kahne lage sahe umam.... Tumne dekha hai jaha batlaaoo to kaise hai hum.. Arz ki jibreel ne ae shahe diiye mauhtaram... Appka koi mumasil hi nahi hai rab ki kasam.. Maula ya swalli wasallim daeman aaba...

Taj daare-e-haram ae shahenshah-e-deen - salam

Tajdaar-e-haram ae shahenshah-e-deen... Taj daare haram ae shahenshah-e-deen.. Tumpe hardam karodo durood-o-salam.. Ho nigaahe-karam humpe sultaan-e-deen.. Tumpe hardam karodo durood-o-salam.. Door rahkar na dum too'th jaae kahi.. Kash taiba me ae mere mahe mubeen... Dafan hone ko mil jaae doo gaz zami.. Tumpe hardam karodo durood-o-salam.. Koi hunne a'mal paas mere nahi.. Fash na jaaoo kayamat me maula kahi.. Aae shafi-e-ummam laaj rakhna tumhi... Tumpe hardam karodo durood-o-salam.. Teeri yaado se maamoor sina rahe.. Labpe hardam madina madina rahe.. Bas mai deewaana ban jaoon sultan-e-deen.. Tumpe hardam karodo durood-o-salam.. Ma'uth ke wakth kardo nigah-e-karam.. Kaash iss shan se ye nikal jaee dum.. Sange darpe tumhare ho meri jabi.. Tumpe hardam karodo durood-o-salam.. Ab madine me sabko bula lijiee.. Aur sina madina bana dijiee.. Bahere gausul-wara ae imam-e-mubeen.. Tumpe hardam karodo durood-o-salam.. Phir bulalo madine me atta...

Muskil pade to yaad karo dastagir ko - hafiz tahir qadri

Image
Mushkil Pade To Yaad Karo Dastagir Ko... Mushkil pade to yaad karo dastagir ko.. Bagdaad wale hazrat-e-pirane pir ko... Ya gaus al-madat.. Ya gaus al-madat.. Ya jilani sayallilah....  Ya jilani sayallilah.... Khuda ke fazl se hum par hai saya gause aazam ka.. Hume dono jahan me hai sahara gause aazam ka... Ya sahe jila karam hai tera... Mere gyarvi wale pir....     Gaus-e-aazam dastagir.. Tere dar ka mai fakir....     Gaus-e-aazam dastagir.. Tera rutba be nazir.......     Gaus-e-aazam dastagir.. Mere chamkadi takdeer..  Gaus-e-aazam dastagir.. Hamari laaj kiske haat hai.. bagdaad wale ke.. Musibat taal dena kaam kiska..  Gaus-e-aazam ka.. Khuda ke fazl se hum par hai saya gause aazam ka.. Hume dono jahan me hai sahara gause aazam ka... Mohammad ka rasoolo me hai jaise martaba aala.. Hai afzal awliya me yunhi rutba.. Gaus-e-aazam ka.. Khuda ke fazl se hum par hai saya gause aazam ka.. Hume...

Haq char yaar - hafiz tahir qadri...

Image
Haq Char Yaar... Haq char yaar... Haq char yaar... Haq char yaar... Haq char yaar... Salak ka tajdar..       Wafa ka pahredaar.. Saka ka alamdaar..  Aur haidare karraar.. Jinko hai inse pyar.. Wo milke bole yaar... Sahaba sahaba hamare sahaba... Nabi chand hai aur sitare shahaba.. Abubakar o farooq o usam o haidar.. Yehi charo hai sari ummat ke rahbar Bane din-e-haq ke sahare sahaba.. Nabi chand hai aur sitare shahaba.. Haq char yaar... Haq char yaar... Haq char yaar... Haq char yaar... .............................................................................................. Salare sahaba wo pahela khalifa.. Sarkaar ka pyara siddiqe hamara... Duniya e sadakat me tera naam rahega.. Siddique tere naam se isalam rahega.. Mustafa ka humsafar..     abu-bakar... Gali gali nagar nagar..     abu-bakar... Lutaya jisne apna ghar..  abu-bakar... Nahi hai jisko koi dhar..  abu-bakar... Hai cha...

Ae habib-e-ahmad-e-mujtaba - salam

Ae Habib-e-Ahmad-e-Mujhtaba... Ae habib-e-ahmad-e-mujhtaba.. Dile mubtala ka salam lo... Jo wafa ki raha mein khogaya... Ussi gum shuda ka salam lo.... Ya rasoolullah... Ya habiballah... Mere aaqa... Pyare aaqa.... Mai talab se baaz na aaunga.. Tu karam ka haat badaeja... Jo tere karam se hai aashena.. Ussi aashena ka salam lo.. Ya rasoolullah... Ya habiballah... Mere aaqa... Pyare aaqa.... Koi mar raha hai barisht par.. Koi chahata hai nijaat ko.. Mai tujhe ko chahun khuda kare... Meri iss aada ka salam lo.... Ya rasoolullah... Ya habiballah... Mere aaqa... Pyare aaqa.... Wo hussain jisne chidar ke khoon.. Chamane wafa ko hara kiya... Ussi jaan-nisaar ka wasta... Ke har ek gada ka salam lo... Ya rasoolullah... Ya habiballah... Mere aaqa... Pyare aaqa.... Yehi raat din hai dua meri.. Ke maru to tere dayaar me.. Yehi muada-e-hayaat hai... Issi muada ka salam lo.. Ya rasoolullah... Ya habiballah... Mer...

Khuda kay fazal se hum par hai saya gaus-e-aazam ka- hafiz tahir qadri

Image
Khuda Key Fazl Se Hum Par Hai Saya Gaus-e-aazam Ka.... Mere Peer.... Peer-e-peera Meer-e-meera.. Khuda key fazl se humpe...Hai saya gaus-e-aazam ka... Peera ne peer raushan sameer ...Dam dam dam dam dashtageer.. Muhammad ka rasoolo me hai  jaise martaba aala... Hai afzal awliya me yunhi rutba gaus-e-aazam ka... Khuda key fazl se humpe...Hai saya gaus-e-aazam ka... Peera ne peer raushan sameer ...Dam dam dam dam dashtageer.. Ferishto rukte q ho mujhko jannat me jaane se.. Ye dekho haat me daaman hai kiska gaus-e-aazam ka.. Khuda key fazl se humpe...Hai saya gaus-e-aazam ka... Peera ne peer raushan sameer ...Dam dam dam dam dashtageer.. Lahad me jab ferishte mujhse puchenge to kahdunda... Tarika qadri hoon naam lewa gaus-e-aazam ka... Khuda key fazl se humpe...Hai saya gaus-e-aazam ka... Peera ne peer raushan sameer ...Dam dam dam dam dashtageer.. Nigah dega muradi hasr me yun qadri yoon ko... Kaha hai qadri karle nazara gaus-e-aazam ka.... ...

Dua-e-mustafa hai hazrat-e-umar - hafiz tahir qadri

Image
Dua-e-Mustafa Hai Hazrat-e-Umar..... Aminul mue'minin..... Ala ohibbul umar........... Dua-e-mustafa hai hazrat-e-umar..... Khalifa dusra hai hazrat-e-umar..... Gurur-e-kaisar-o-Kisra ko matti me mila dala..... Bahadur ho to aaesa ho.. Suja'at ho to aaesi ho... Dua-e-mustafa hai hazrat-e-umar..... Khalifa dusra hai hazrat-e-umar..... Hazart-e-umar umar...  Hazart-e-umar umar... Haq ki hai talwaar....  Umar umar umar.. Batil pe hai yalwaar.. Umar umar umar.. Adal ka pahere daar.. Umar umar umar.. Wafa ka aalam daar.. Umar umar umar.. Momin ki hai lal kaar.. Umar umar umar.. Haidar ko jisse pyar...  Umar umar umar.. Nabi ka saccha yaar...  Umar umar umar.. Sayyadna umar abnil khattaab radiallahu ta'ala anhu.. Umar wo hukmara hai ke azmana abhi kahta hai.. Jo hakim ho to aaesa ho.. Hukumat ho to aaeesi ho.. Dua-e-mustafa hai hazrat-e-umar..... Khalifa dusra hai hazrat-e-umar..... Farishte kah rahe hai dekh kar faarooq ki turbat.. Mu...

Ishq-e-raza manqabat - hafiz tahir qadri

Image
Ishq-e-raza Manqabat... Ya imaam.. Ya imaam.. Ahmad raza..... Ya imaam.. Ya imaam.. Ahmad raza..... Faiz-e-raza... zari rahega..... Faiz-e-raza... zari rahega..... Ishq-e-muhammad.. nabi.. nabi.. nabi.. Ishq-e-hydar.....      ali.. ali.. ali.. Ishq-e-raza se.... milta hai.. Dilme khila jo baag-e-wilayat.. Ishq-e-raza ka... hai faizaan.... Naam-e-raza aaj bhi uss shakh ki paichan hai... Maslak-e-aala hazat zindabaad... Har mashlaq ko haq par jane.. Isse bahot bezaar hai hum... Haq par hai bass ahle-sunnat.. Ishq-e-raza ka... hai faizaan.... Naam-e-raza aaj bhi uss shakh ki paichan hai... Sayyadi...  raza.. raza.. Murshedi.. raza.. raza.. Lakh jalte rahe dusmanane raza.. Kamna honge kabhi madha khan-e-raza.. Kah rahe hai sabhi aashiqane raza... Maslake ala hazrat saalmat rahe... Nara faize raza ka lagate raho.. Munkiro ke dillo ko jalate raho.. Aur kalam-e-raza tum sunate raho.. Faiz-e-ahmad raza ta-qayamat rahe.. Faiz-e...

Raza hamara hai bharam - hafiz tahir qadri

Image
Raza Hamara Hai Bharam....... Raza.... Aala hazrat...  Raza.... Aala hazrat... Hmmm Hmmmmm.... Aala hazrat...Aala hazrat... Aala hazrat... Raza hamara hai bharam.. kisise hum nahi hai kam.. Kare hamara sar jo kham.. nahi kisime itna dumm.. Hume nahi hai koi gum.. chalao goli chahe bum... Kahenge phir bhi ba-khuda.. Kahenge phir bhi ba-khuda.. Raza... Raza... Raza... Raza... Raza... Maslake raza..... haq ki hai sada.. Hasr talak jari rahe faize raza.. Nabi ka janishar hai.. jalale char yaar hai... Kabhi wo misle pyar.. Kabhi wo bark baar hai... Kalam me aesi dhaar hai alli ki zulfeqar hai.... Gazab me musawi asa.. mera raza mera raza.... Raza... Raza... Raza... Raza... Raza... Agar huzur hukm de to be-zubaan bolde.... Kabhi kamar ko cheer de kabhi wo sabko dil kare... Mere rasool-e-paak ke hai be-shumaar muajze... Inhi me ek muajza...  mera raza mera raza.... Raza... Raza... Raza... Raza... Raza... Maslake raza..... haq ki hai sada.. Hasr tal...

Classic medley hamd - hafiz tahir qadri

Image
Classical Medley Hamd......... Allahu allah.... Allahu allah.... Allahu allah.... Allahu allah.... Kaiti hai ye phoolo ki rida....Allahu allah.... Ash-jaar ke patto ne padha....Allahu allah.... Allaha allah.... Allaha allah.... Patta-patta buta-buta zikre khuda me khoya... Allaha allah.... Allaha allah.... Allah... Allah... Allah... Allah... Rim-zim rim-zim girti baarish geet ussi ke gae.. Calta dariya... Baheta jharna... zikre khuda me khoya.. Ye zameen jab na thi Ye jahan jab na tha... Chand suraj na the Ashman jab na tha.. Raaze haq kisi par aaya jab na tha... Jab na tha kuch yaha tha magar.. tu hi tu.... Allahu allah.... Allahu allah.... Tere rang-rang Tere rang-rang.. Tere rang-rang.............................. Ya allahu.. Ya allahu.. Ya allahu.. allah.... Hasbi rabbi zallalah...         allahu allah.... Ma'fi qalbi gairullah...        allahu allah.... Noore muhammad sallallah... allahu allah.... La-i...